क़रार Qaraar Lyrics in Hindi – Sukoon (Shreya Ghoshal)

Lyrics in Hindi sung by Shreya Ghoshal from ‘s debut original music album . The song is written by Momin Khan Momin and the music is given by Sanjay Leela Bhansali.

Qaraar song Details

Song Title Qaraar
Album Sukoon (2022)
Singer Shreya Ghoshal
Lyrics Momin Khan Momin
Music Sanjay Leela Bhansali
Music Label

Qaraar Lyrics in Hindi – Momin Khan Momin

हमम्म.. आ..
वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो
वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वही यानी वादा निबाह का
तुम्हें याद हो कि न याद हो
वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो नए गिले वो शिक़ायतें
वो नए गिले वो शिक़ायतें
वो मज़े-मज़े की हिक़ायतें

वो हर एक बात पे रूठना
वो हर एक बात पे रूठना
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो जो हम में, तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

कोई बात ऐसी अगर हुई
जो तुम्हारे जी को बुरी लगी
कोई बात ऐसी अगर हुई
जो तुम्हारे जी को बुरी लगी

तो बयाँ से पहले ही भूलना
तो बयाँ से पहले ही भूलना
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

जिसे आप गिनते थे आश्ना
जिसे आप कहते थे बा-वफ़ा
मैं वही हूँ मोमिन-ए-मुब्तला
मैं वही हूँ मोमिन-ए-मुब्तला
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

हम्म.. आ..

Qaraar Lyrics in English

Humm.. aa..

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Wahi yaani waada nibaah ka
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh naye gile woh shiqayatein
Woh naye gile woh shiqayatein
Woh maze-maze ki hiqayatein

Woh har ek baat pe roothna
Woh har ek baat pe roothna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Koi baat aisi agar hui
Jo tumhare jee ko buri lagi
Koi baat aisi agar hui
Jo tumhare jee ko buri lagi

Toh bayaan se pehle hi bhoolna
Toh bayaan se pehle hi bhoolna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Jise aap ginte the aashna
Jise aap kehte the Ba-wafa
Main wahi hoon Momin-e-mubtala
Main wahi hoon Momin-e-mubtala
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Humm.. aa..

See music video of Qaraar Song on Saregama Music Youtube Channel for your reference and song details

who wrote the lyrics of Qaraar song ?

Momin Khan Momin has written the lyrics of Qaraar.

Who is the Singer of Qaraar song?

Shreya Ghoshal has sung the song Qaraar.

Who directed Qaraar music video?

Sanjay Leela Bhansali has directed the music video of Qaraar.

Which movie belongs to Qaraar song?

Sukoon movie in year 2022

Which music company belongs to Qaraar Song?

The music company is Saregama.

ग़ालिब होना है Ghalib Hona Hai Lyrics in Hindi – Armaan Malik

Lyrics in Hindi sung by Armaan Malik from ‘s debut original music album . Lyrics written by AM Turaz and music composed by Sanjay Leela Bhansali. Featuring Armaan Malik and Sharmin Sehgal.

Ghalib Hona Hai Song Details

Song Title Ghalib Hona Hai
Album Sukoon (2022) 
Singer Armaan Malik
Lyrics A.M. Turaz
Music Sanjay Leela Bhansali
Music Label

Ghalib Hona Hai Lyrics in Hindi – A.M. Turaz

इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
पढ़ने दे ज़रा
हम को भी ग़ालिब होना है
हम को भी ग़ालिब होना है
इन ग़ज़लों सी आँखों में खोना है

इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
पढ़ने दे ज़रा
हम को भी ग़ालिब होना है
हम को भी ग़ालिब होना है
इन ग़ज़लों सी आँखों में खोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा

ग़ज़लें हम तुझ पे लिखते रहे
हो ग़ज़लें हम तुझ पे लिखते रहे
शायर बन बन के उगते रहे
तेरा चहेरा कोई किताब सा है
तेरा मिलना कोई ख्वाब सा है
इस ख्वाब में खुद को डुबोना है

इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
पढ़ने दे ज़रा
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा

तेरे होंठों से शेर बरसते हैं
हो तेरे होंठों से शेर बरसते हैं
हम बातों को तेरी तरसते हैं
तेरा हम से कलम जो हो जाए
तो हमारा नाम भी हो जाए
तेरी पलकों में खुद को पेरॉना है

इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
पढ़ने दे ज़रा
हम को भी ग़ालिब होना है
हम को भी ग़ालिब होना है
इन ग़ज़लों सी आँखों में खोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा

Ghalib Hona Hai Lyrics in English

Ishq teri ankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si ankhon mein khona hai

Ishq teri ankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si ankhon mein khona hai
Ishq teri ankhon mein likha

Ghazlein hum tujh pe likhte rahe
Ho gazlein hum tujh pe likhte rahe
Shayar ban ban ke ugte rahe
Tera chehera koi kitab sa hai
Tera milna koi khwab sa hai
Is khwaab mein khud ko dubona hai

Ishq teri ankhon mein likha
Padhne de zara
Ishq teri ankhon mein likha

Tere honthon se sher baraste hain
Ho tere honthon se sher baraste hain
Hum baaton ko teri taraste hain
Tera hum se kalam jo ho jaye
To hamara naam bhi ho jaye
Teri palkon mein khud ko perona hai

Ishq teri aankhon mein likha
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si ankhon mein khona hai
Ishq teri ankhon mein likha
Ishq teri aankhon mein likha

 

best treadmill for home gym 120 kg Refurbished Laptop SHAYONAM 3IN1 Portable Car Vacuum Cleaner with Blower