SAB KUCHH KARNA ISS DUNIYA MEIN LYRICS IN HINDI- Asha Bhosle, Shiv Dayal Batish | Ada (1951)

Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Lyrics in Hindi: The song is sung by and , and has music by while has written the Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Lyrics.

Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Song Details

📌 Song Title Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein
🎞️Album
🎤Singer Asha Bhosle and Shiv Dayal Batish,
✍️Lyrics Saraswati Kumar Deepak
🎼 Music Madan Mohan
🏷️ Music Label

▶ See the music video of Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details.

SAB KUCHH KARNA ISS DUNIYA MEIN LYRICS

Sab kuchh karna iss duniya mein
Pyaar na karna bhool ke
Kabhi kisi se apni aankhein
Chaar na karna bhool ke
Ji pyaar na karna bhool ke
Sab kuchh kehna yeh matt kehna
Pyaar na karna bhool ke
Nazrein mila ke ulfat se
Inkaar na karna bhool ke
Ji pyar na karna bhool ke

Pyaar kiya thha parwaane ne
Shama ne usko jala diya
Jalne ka hi naam hai milna
Pyaar ne unko mila diya
Milne ki iss reet ko tum
Akhtiyaar na karna bhool ke
Kabhi kisi se apni aankhen
Chaar na karna bhool ke
Ji pyar na karna bhool ke

Pyaar karoge pachhtaaoge
Yeh duniya badnaam karegi ee
Badnaam karegi
Laakh kare badnaam mohabbat
Apna ooncha naam karegi
Apna ooncha naam karegi
Aise oonche naam kaa tum
vyoopaar na karna bool ke
Kabhi kisi se apni aankhein
Chaar na karna bhool ke
Ji pyar na karna bhool ke

Pyaar karenge nahi darenge
Bina pyaar ke duniya kya hai
Duniya kya hai
Bina pyaar ki duniya sachhi
Pyaar ki duniya mein dhokha hai
Pyaar mein dhokhe ki baatein
Sarkar na karna bhool se
Kabhi kisi se
Sab kuchh kehna yeh matt kehna
Pyar na karna bhool ke
Nazrein mila ke ulfat se
Inkaar na karna bhool ke
Inkaar na karna bhool ke

Sab kuchh kehna yeh matt kehna
Pyar na karna bhool ke
Nazrein mila ke ulfat se
Inkaar na karna bhool ke
Inkaar na karna bhool ke.

Written by:
Saraswati Kumar Deepak

 

सब कुछ करना इस दुनिया में LYRICS IN HINDI

सब कुछ करना इस दुनिया में
प्यार न करना भूल के
कभी किसी से अपनी आँखें
चार न करना भूल के
जी प्यार न करना भूल के
सब कुछ कहना ये मत कहना
प्यार न करना भूल के
नज़रें मिला के उल्फ़त से
इंकार न करना भूल के
जी प्यार न करना भूल के

प्यार किया था परवाने ने
शमा ने उसको जला दिया
जलने का ही नाम है मिलना
प्यार ने उनको मिला दिया
मिलने की इस रीत को तुम
अख्तियार न करना भूल के
कभी किसी से अपनी आँखें
चार न करना भूल के
जी प्यार न करना भूल के

प्यार करोगे पछताओगे
ये दुनिया बदनाम करेगी
बदनाम करेगी
लाख करे बदनाम मोहब्बत
अपना ऊँचा नाम करेगी
अपना ऊँचा नाम करेगी
ऐसे ऊँचे नाम का तुम
व्यापार न करना भूल के
कभी किसी से अपनी आँखें
चार न करना भूल के
जी प्यार न करना भूल के

प्यार करेंगे नहीं डरेंगे
बिना प्यार के दुनिया क्या है
दुनिया क्या है
बिना प्यार की दुनिया सच्ची
प्यार की दुनिया में धोखा है
प्यार में धोखे की बातें
सरकार न करना भूल से
कभी किसी से
सब कुछ कहना ये मत कहना
प्यार न करना भूल के
नज़रें मिला के उल्फ़त से
इंकार न करना भूल के
इंकार न करना भूल के

सब कुछ कहना ये मत कहना
प्यार न करना भूल के
नज़रें मिला के उल्फ़त से
इंकार न करना भूल के
इंकार न करना भूल के।

Written by:
Saraswati Kumar Deepak




Leave a Comment

best treadmill for home gym 120 kg Refurbished Laptop SHAYONAM 3IN1 Portable Car Vacuum Cleaner with Blower