Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta Lyrics In Hindi- Bhupinder | Aahista Aahista ​(1981)

Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta Lyrics in Hindi: The song is sung by , and has music by while has written the Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta Lyrics.

Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta Song Details

📌Song Title Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta
🎞️Album
🎤Singer Bhupinder
✍️ Lyrics Nida Fazli
🎼 Music Khayyam
🏷️Music Label
▶ See the music video of Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta Song on Universal Music India YouTube channel for your reference and song details.

Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta Lyrics

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kahin zameen to kahin aasman nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta

Jise bhi dekhiye woh apne aap mein ghum hai
Jise bhi dekhiye woh apne aap mein ghum hai
Zuban mili hai magar hum-zuban nahin milta
Zuban mili hai magar hum-zuban nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta

Bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole
Bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole
Yeh aisi aag hai jismein dhuaan nahin milta
Yeh aisi aag hai jismein dhuaan nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta

Tere jahan mein aisa nahin ki pyaar naa ho
Tere jahan mein aisa nahin ki pyaar naa ho
Jahan ummeed ho iski wahan nahin milta
Jahan ummeed ho iski wahan nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kahin zameen to kahin aasman nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta.

Written by:
Nida Fazli

कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता Lyrics in Hindi

कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता
कहीं ज़मीन तो कहीं आसमान नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता

जिसे भी देखिए वो अपने आप में गुम है
जिसे भी देखिए वो अपने आप में गुम है
ज़ुबां मिली है मगर हम-ज़ुबां नहीं मिलता
ज़ुबां मिली है मगर हम-ज़ुबां नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता

बुझा सका है भला कौन वक़्त के शोले
बुझा सका है भला कौन वक़्त के शोले
ये ऐसी आग है जिसमें धुआं नहीं मिलता
ये ऐसी आग है जिसमें धुआं नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता

तेरे जहां में ऐसा नहीं कि प्यार ना हो
तेरे जहां में ऐसा नहीं कि प्यार ना हो
जहां उम्मीद हो इसकी वहां नहीं मिलता
जहां उम्मीद हो इसकी वहां नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता
कहीं ज़मीन तो कहीं आसमान नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहां नहीं मिलता

Written by:
Nida Fazli

Leave a Comment

best treadmill for home gym 120 kg Refurbished Laptop SHAYONAM 3IN1 Portable Car Vacuum Cleaner with Blower