HAM BAHANO KE LIE MERE BHAIYA LYRICS IN HINDI – Lata Mangeshkar | Anjaana (1969)

Ham Bahano Ke Lie Mere Bhaiya Lyrics in Hindi: The song is sung by , and has music by while has written the Ham Bahano Ke Lie Mere Bhaiya Lyrics. The music video of the Ham Bahano Ke Lie Mere Bhaiya song is directed by Mohan Kumar , and it features Rajendra Kumar, Babita, Pran, and Prem Chopra.

Ham Bahano Ke Lie Mere Bhaiya Song Details

📌 Song Title Ham Bahano Ke Lie Mere Bhaiya
🎞️Album
🎤Singer Lata Mangeshkar,
✍️ Lyrics Anand Bakshi
🎼 Music  Laxmikant Pyarelal
🏷️Music Label

▶ See the music video of Ham Bahano Ke Lie Mere Bhaiya Song on Saregama Filni Gaane YouTube channel for your reference and song details.

HAM BAHANO KE LIE MERE BHAIYA LYRICS

Hoon hoon aa aa
Ham bahano ke lie mere bhaiya
Aata hai ek din saal me
Aata hai ek din saal me
Aaj ke din mai jahaan bhi rahun
Chale aana wahan har haal me
Chale aana wahan har haal me
Ham bahano ke lie mere bhaiya
Aata hai ek din saal me
Aata hai ek din saal me

Kitane din aur kitani raine
Is aangan me rehana hai maine
Kitane din aur kitani raine
Is aangan me rehana hai maine
Paradesi hoti hai bahane
Baabul jaane bhej de meri
Doli kab sasuraal me
Chale aana wahan har haal me

Ham bahano ke lie mere bhaiya
Aata hai ek din saal me
Aata hai ek din saal me aa aa

Mai hu bholi bairi zamaana
Bhaiya meri laaj bachaana
Me hu bholi bairi zamaana
Bhaiya meri laaj bachaana
Es rakhi ki rit nibhana
Esa na ho me tadapu aise
Bulbul jese jaal me
Chale aana wahan har haal me
Ham bahano ke lie mere bhaiya
Aata hai ek din saal me
Aata hai ek din saal me.

Written by:
Anand Bakshi

 

हम बहनों के लिए मेरे भैया LYRICS IN HINDI

हूं हूं आ आ
हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में
आता है एक दिन साल में
आज के दिन मैं जहां भी रहूं
चले आना वहां हर हाल में
चले आना वहां हर हाल में
हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में
आता है एक दिन साल में

कितने दिन और कितनी रैनें
इस आंगन में रहना है मैंने
कितने दिन और कितनी रैनें
इस आंगन में रहना है मैंने
परदेशी होती हैं बहनें
बाबुल जाने भेज दे मेरी
डोली कब ससुराल में
चले आना वहां हर हाल में

हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में
आता है एक दिन साल में आ आ

मैं हूं भोली बैरी ज़माना
भैया मेरी लाज बचाना
मैं हूं भोली बैरी ज़माना
भैया मेरी लाज बचाना
इस राखी की रीत निभाना
ऐसा न हो मैं तड़पूं ऐसे
बुलबुल जैसे जाल में
चले आना वहां हर हाल में
हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में
आता है एक दिन साल में।

Written by:
Anand Bakshi

Leave a Comment

best treadmill for home gym 120 kg Refurbished Laptop SHAYONAM 3IN1 Portable Car Vacuum Cleaner with Blower