कितनी जल्दी ये मुलाक़ात Kitni Jaldi Ye Mulaqat Lyrics in Hindi – Angaar(1992)

कितनी जल्दी ये मुलाक़ात Kitni Jaldi Ye Mulaqat Lyrics in Hindi – Angaar(1992)

Kitni Jaldi Ye Mulaqat lyrics in Hindi from the movie Angaar sung by Lata Mangeshkar and Roop Kumar Rathod. This Song is written by Anand Bakshi and the music is composed by Laxmikant-Pyarelal. 

Kitni Jaldi Ye Mulaqat Song Details

📌 Song Title Kitni Jaldi Ye Mulaqat
🎞️Album Angaa (1992)
🎤Singer Lata Mangeshkar and Roop Kumar Rathod
✍️Lyrics Anand Bakshi
🎼 Music Laxmikant-Pyarelal
🏷️Music Label  Raghav Samaj
▶ See the music video of Kitni Jaldi Ye Mulaqat Song on Raghav SamajYouTube channel for your reference and song details.

 Kitni Jaldi Ye Mulaqat Lyrics in Hindi

कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
प्यास बुझती नहीं
प्यास बुझती नहीं बरसात गुजर जाती हैकितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
प्यास बुझती नहीं
प्यास बुझती नहीं बरसात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है

मैंने तुझसे तेरी
एक चीज़ छुपा रखी है
मैंने तुझसे तेरी
एक चीज़ छुपा रखी है

अपने दिल में
तेरी तसवीर लगा रखी है
मेरी तनहाई तेरे साथ गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है

कुछ दिनों से तो मैं
बेचैन बड़ा रहता हूँ
कुछ दिनों से तो मैं
बेचैन बड़ा रहता हूँ

उस जगह थाम के दिल
पहरो खड़ा रहता हूँ
जिस जगह से कोई बारात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है

अपनी यादों से कहो
इस तरह आया ना करे
अपनी यादों से कहो
इस तरह आया ना करे

वक़्त बेवक़्त मुझे
आके सताया ना करे
वक़्त बेवक्त मुझे
आके सताया ना करे

नींद भी आती नहीं
नींद भी आती नहीं
रात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है

प्यास बुझती नहीं
प्यास बुझती नहीं बरसात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है

प्यास बुझती नहीं
प्यास बुझती नहीं बरसत गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है
कितनी जल्दी ये मुलाकात गुजर जाती है

Kitni Jaldi Ye Mulaqat Lyrics in English

Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jaati hai

Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi yeh mulaqat gujar jaati hai
Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai

Maine tujhse teri
Ek cheez chhupa rakhi hai
Maine tujhse teri
Ek cheez chhupa rakhi hai

Apne dil mein
Teri tasveer laga rakhi hai
Meri tanhayi tere saath gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai

Kuchh dino se to main
Bechain bada rehta hoon
Kuchh dino se to main
Bechain bada rehta hoon

Us jagah tham ke dil
Pehero khada rehta hoon
Jis jagah se koi barat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai

Apni yaadon se kaho
Ish tarah aaya naa kare
Apni yaadon se kaho
Is tarah aaya naa kare

Waqt bewaqt mujhe
Aake sataya naa kare
Waqt bewaqt mujhe
Aake sataya naa kare

Neend bhi aati nahin
Neend bhi aati nahin
Raat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai

Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai

Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jaati hai

मुश्किल में है कौन किसी का Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Lyrics in Hindi – Lata Mangeshkar-Angaar(1992)

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka lyrics in Hindi from the movie Angaar sung by Lata Mangeshkar. This Song is written by Anand Bakshi and the music is composed by Laxmikant-Pyarelal. .

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Song Details

📌Song Title Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka
🎞️Album Angaar(1992)
🎤 Singer Lata Mangeshkar
✍️Lyrics Anand Bakshi
🎼 Music Laxmikant-Pyarelal
🏷️Music Label Goldmine Gaane Sune Ansune
▶ See the music video of Muskil Mein Hai Kaun Kisi Ka Song on Goldmine Gaane Sune Ansune YouTube channel for your reference and song details.

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Lyrics in Hindi

मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दोमुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ कोऔर नहीं तो कम से कम
इतनी तो तकलीफ करो
और नहीं तो कम से कम
इतनी तो तकलीफ करो

लोगों की तारीफों में
कभी अपनी भी तारीफ करो
सब से तो तुम खुश हो अपने
आप से क्यों नाराज़ हो

मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को

जीने का ना शौक है तो
क्या रखा है जीने में
जीने का ना शौक है तो
क्या रखा है जीने में

एक कैदी की तरह पड़ा है
कब से ये दिल सीने में
पिंजरे का दरवाजा तोड़ो
पंछी को परवाज़ दो

मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज को

जागो होश में आओ
फिर से जोश में आओ
जागो होश में आओ
फिर से जोश में आओ

ख़ून बहें नस नस में
बेबस मन हो बस में
बंद लबों को खोलो
आँखों से कुछ बोलो
चेहरा खाली खाली
ना गुस्सा ना गाली

बोलो मेरे जानू
मैं कैसे तुम्हें पहचानूं
ये जुल्फों का साया
ये पलकों की छाया

ये भरपुर जवानी
प्यार की रुत मस्तानी
ये नैनो के झूले
तुम ये सब कुछ भूले

याद करो तुम अपना
टूटा सुंदर सपना
टुकड़ा टुकड़ा जोड़ो
ये मायूसी छोड़ो

खेल ये हंस कर खेलो
हाथ में हाथ ये लेलो
तुम बलवान नहीं हो
पर बेजान नहीं हो
मेरी कसम उठाओ
पहला कदम उठाओ

साथी साथ खड़े हैं
सब तैयार खड़े हैं
साथी साथ खड़े हैं
सब तैयार खड़े हैं

बिना लड़े मत हारो
दुश्मन को ललकारो
बिना लड़े मत हारो
दुश्मन को ललकारो

गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को
गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को

लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
लेकर अपना नाम कभी
तुम ख़ुद को आवाज़ दो

गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Lyrics in English

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko

Aur nahi to kam se kam
Itni to taklif karo
Aur nahi to kam se kam
Itni to taklif karo

Logon ki taarifon mein
Kabhi apni bhi taarif karo
Sab se to tum khush ho apne
Aap se kyon naaraz ho

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko

Jeene ka naa shouk hai to
Kya rakha hai jine mein
Jeene ka naa shouk hai to
Kya rakha hai jine mein

Ek kaidi ki tarah pada hai
Kab se ye dil sine mein
Pinjre ka darwaja todo
Panchhi ko parwaz do

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko

Jaago hosh mein aao
Phir se josh mein aao
Jaago hosh mein aao
Phir se josh mein aao

Khoon bahein nas nas mein
Bebas mann ho bas mein
Band labon ka kholo
Aankhon se kuchh bolo
Chehra khali khali
Naa gussa naa gali

Bolo mere jaanu
Main kaise tumhe pehchanu
Ye julfon ka saaya
Ye palkon ki chhaya

Ye bharpur jawaani
Pyar ki rut mastaani
Ye naino ke jhule
Tum ye sab kuchh bhule

Yaad karo tum apna
Tuta sunder sapna
Tukda tukda jodo
Ye mayushi chhodo

Khel ye hans kar khelo
Haath mein haath ye lelo
Tum balwaan nahi ho
Par bejaan nahi ho
Meri kasam uthaao
Pehla kadam uthaao

Saathi saath khade hai
Sab taiyaar khade hai
Saathi saath khade hai
Sab taiyaar khade hai

Bina lade mat haaro
Dushman ko lalkaro
Bina lade mat haaro
Dushman ko lalkaro

Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko
Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko

Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do

Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do
Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do

Jeena Marna Hai Ab Din Raat Lyrics In Hindi – Suraj Aur Chanda

Jeena Marna Hai Ab Din Raat Lyrics In Hindi  from Sooraj Aur Chanda is a Hindi song sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur and music composed by Laxmikant Pyarelal. Jeena Marna Hai Ab Din Raat Lyrics are written by Anand Bakshi. Sooraj Aur Chanda is a 1973 Hindi film starring Sanjeev Kumar, Rita Haksar and Sujit Kumar.

Jeena Marna Hai Ab Din Raat Song Details

📌 Song Title Jeena Marna Hai Ab Din Raat
🎞️Album Suraj Aur Chanda (1973)
🎤 Singer Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
✍️Lyrics Anand Bakshi
🎼 Music Laxmikant Pyarelal
🏷️Music Label  Mohmadrafi-Topic
▶ See the music video of Jeena Marna Hai Ab Din Raat  Song on Mohmadrafi-Topic YouTube channel for your reference and song details.

Jeena Marna Hai Ab Din Raat Lyrics

Jeena marna hai ab din raat
Tere sath teri baahon mein
Chalna rukna hai ab din raat
Tere sath in raahon mein
Haan jeena marna hai ab din raat
Tere sath teri baahon mein
Oh chalna rukna hai ab din raat
Tere sath in raahon mein

Khwaab to humne dekhe hain
Jaane tabeer mein kya hai

Khwaab to humne dekhe hain
Jaane tabeer mein kya hai
Main jaanu na tum jaano
Jaane takdeer mein kya hai

Haan mere khwaabon ki hai
Tabeer takdeer in nigahon mein
Chalna rukna hai ab din raat
Tere sath in raahon mein

Ho aankhein meech ke baith rahun
Main kuchh na tere bin dekhun
Ho aankhein meech ke baith rahun
Main kuchh na tere bin dekhun

Ho jis din tumko na dekhun
Main kaahe ko won din dekhun
Dekho jaaun akela main na doob
Mehboob kahin aahon mein
Haan jeena marna hai ab din raat
Tere sath teri baahon mein

Ik kehne ki baat hai yeh
Karne ki baat nahi hai
Ik kehne ki baat hai yeh
Karne ki baat nahi hai
Aa pyaar mein mere yaar
Koyi darne ki baat nahi hai
Duniya pyaar ko karti hai badnaam
Likh ke naam kyon gunaahon mein

Haan jeena marna hai ab din raat
Tere sath teri baahon mein
Haan chalna rukna hai ab din raat
Tere sath in raahon mein

JHUTHE SANG PYAR KIYA LYRICS – Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Aakhri Daao (1975)

Jhuthe Sang Pyar Kiya Lyrics (झूठे संग प्यार किया Lyrics in Hindi): The song is sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar, and has music by Laxmikant-Pyarelal while Hasrat Jaipuri has written the Jhuthe Sang Pyar Kiya Lyrics. The music video of the Jhuthe Sang Pyar Kiya song is directed by A. Salaam , and it features Jeetendra, Vinod Khanna, Rekha, and Sujit Kumar.

Jhuthe Sang Pyar Kiya Song Details

📌Song Title Jhuthe Sang Pyar Kiya
🎞️ Album Aakhri daao
🎤 Singer Kishore Kumar , Lata Mangeshkar
✍️ Lyrics Hasrat Jaipuri
🎼 Music Laxmikant-Pyarelal
🏷️Music Label Saregama

▶ See the music video of Jhuthe Sang Pyar Kiya Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details.

JHUTHE SANG PYAR KIYA LYRICS

Bedardi dagabaj jhutha jhutha
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Ham hi nadan the jo itna intezar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Jhuthe sang pyar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

Ja main nahi bolti aaj se teri meri katti
Kab se khadi hu mai to aas lagaye
Kab se khadi hu mai to aas lagaye
Hare bhare rashto par aas lagaye
Bada bekar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

Tumse hi pyar kiya kisi se kya wasta
Tumse hi pyar kiya kisi se kya wasta
Mera tumhara dilbar ek hi rashta
Tumko gum har kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

Nahi manugi badi jiddi hu
Chahe hath jodo chahe paw pado
Nahi manugi badi jiddi hu
Chahe hath jodo chahe paw pado
Tum bade waise ho apni kasam pathar ho

Kali ghataye dekho parwat se pyar kare
Kali ghataye dekho parwat se pyar kare
Ye to sitam dekho hum intezar kiya
Sab kuchh nisar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

Tauba karo kan pakdo,
Tauba karo kan pakdo
Fir kabhi aisa na karoge
Wada karoge to pura karoge
Achha baba tum jo kahogi wo karunga
Chalo maaf kiya dil saf kiya aaj ikrar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya
Ham hi nadan the jo itna intzar kiya
Jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya.

Written by:
Hasrat Jaipuri

 

झूठे संग प्यार किया LYRICS IN HINDI

बेदर्दी दगाबाज झूठा झूठा
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया
हम ही नादान थे जो इतना इंतज़ार किया
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया

जा मैं नहीं बोलती आज से तेरी मेरी कट्टी
कब से खड़ी हूँ मैं तो आस लगाए
हरे भरे रास्तों पर आस लगाए
बड़ा बेकार किया
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया

तुमसे ही प्यार किया किसी से क्या वास्ता
मेरा तुम्हारा दिलबर एक ही रास्ता
तुमको गम हर किया
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया

नहीं मानूंगी बड़ी जिद्दी हूँ
चाहे हाथ जोड़ो चाहे पाँव पड़ो
तुम बड़े वैसे हो अपनी कसम पथर हो

काली घटाएं देखो पर्वत से प्यार करे
ये तो सितम देखो हम इंतज़ार किया
सब कुछ निसार किया
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया

तौबा करो कान पकड़ो,
तौबा करो कान पकड़ो
फिर कभी ऐसा ना करोगे
वादा करोगे तो पूरा करोगे
अच्छा बाबा तुम जो कहोगी वो करूंगा
चलो माफ किया दिल साफ किया आज इकरार किया
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया
हम ही नादान थे जो इतना इंतज़ार किया
झूठे संग प्यार किया वादे का एतबार किया।

Written by:
Hasrat Jaipuri



Exit mobile version