JAB ISHQ KAHI HO JATA HAI LYRICS – Asha Bhosle, Mubarak Begum | Arzoo (1965)

Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai Lyrics (जब इश्क़ कहीं हो जाता है Lyrics in Hindi): The song is sung by and , and has music by Shankar Jaikishan while Hasrat Jaipuri has written the Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai Lyrics. The music video of the Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai song is directed by Ramanand Sagar , and it features Sadhana, Rajendra Kumar, and Feroz Khan.

Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai Song Details

📌 Song Title Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai
🎤 Singer Asha Bhosle, Mubarak Begum
🎞️ Album Arzoo (1965)
✍️ Lyrics Hasrat Jaipuri
🎼 Music  Shankar Jaikishan
🏷️Music Label Saregama

▶ See the music video of Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details.

जब इश्क़ कहीं हो जाता है LYRICS IN HINDI

आदाब अर्ज़ है तस्लीम तस्लीम
जब इश्क़ कहीं हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कहीं हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कहीं हो जाता है

आहा हा…
ये इश्क़ छुपाये छुप न सका
ये इश्क़ वो चलता जादू है
हाय कुछ होश नहीं रहते कायम
इस इश्क़ पे किसका काबू है हा
है इश्क़ में जोखिम इतने
खोया महबूब का गेसू है
हर जानिब में फैलती जाती है
इस इश्क़ की ऐसी खुशबू है
चेहरे से हया हो जाती है
क्या चीज़ मोहब्बत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कहीं हो जाता है हो
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कहीं हो जाता है

आहा हा…
आँखों में है लाखों अफ़साने
ख़ामोश है लब वो मंज़िल है
हर सांस में लाखों तूफ़ां है
तूफ़ान में दिल का साहिल है हा…
अरमान मचलते रहते हैं
ये दर्द बड़ा ही कातिल है
रोके से क़यामत रुक जाए
पर रोकना भी कम मुश्किल है
दिलदार की प्यासी आँखों को
दीदार की हसरत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कहीं हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कहीं हो जाता है.

Written by:
Hasrat Jaipuri

 

JAB ISHQ KAHI HO JATA HAI LYRICS

Aadaab arz hai taslim taslim
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai

Aha ha…
Ye ishq chhupaye chhup na saka
Ye ishq wo chalta jadu hai
Haye kuchh hosh nahi rahte kayam
Is ishq pe kiska kabu hai haa
Hai ishq mein jokhim itne
Khoya mahbub ka gesu hai
Har janib mein failti jati hai
Is ishq ki aisi khusbu hai
Chehre se haya ho jati hai
Kya chiz mohabbat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai ho
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai

Aha ha…
Aankhon mein hai lakhon afsane
Khamosh hai lab wo manjil hai
Har saans mein lakhon toofaa hai
Toofan mein dil ka sahil hai ha…
Arman machalte rahte hai
Ye dard bada hi katil hai
Roke se qayamat ruk jaye
Par rokna bhi kam muskil hai
Dildar ki payasi aankhon ko
Didar ki hasrat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai.

Written by:
Hasrat Jaipuri

Leave a Comment

best treadmill for home gym 120 kg Refurbished Laptop SHAYONAM 3IN1 Portable Car Vacuum Cleaner with Blower